bhula do bhula do woh baatein purani, jo dil ko jalati raheen
woo yaadein tumhari woh baatein tumhari, jo hum ko sataati raheen
bhula do bhula do woh batain purani, jo dil ko jalaati raheen
woh yaadein tumhaari woh baatein tumhari, jo hum ko sataati raheen woh kaisi subah thi, khushion ka tha safar
sab yaar sang thay, koi thi na fikar
dukh aaya, sukh khoya, ghum ban geya humsafar
apnay kia, paraye kia, sab rang hain aik say
kachay sab dhagay hain, yeah band hain raeth kay
manzil na saathi hai, chalta hoon main baykhabar
bhula do bhula do woh baatein purani, jo dil ko jalaati raheen
woh yaadein woh baatein, jo mujh ko sataati raheen
bhula do bhula do woh baatein puraani, jo dil ko jalaati rahain
woh yaadein tumhari woh baatein tumhari, jo hum ko sataati rahain...