tera talabgar na ho jau ahtiyat se milo
na teri tadao ho jau ahtiyat se milo ye lahza ye loch teri guftgu me hai
barbaad na ho jau ahtiyat se milo
nazre jhuka lo parda rakho sanam
nazro me na kho jau ahtiyat se milo
kaise kahu tujhse ke mujhe apna bana le tu
mai tera na ho jau ahtiyat se milo
her jaga ab tou tum hi nazar aate ho
tere khayalon mein na kho jau ahtiyat se milo
bin peeye ek ajab sa nasha hai
teri aankho me na kho jau ahtiyat se milo
teri khushboo basi inn fizaon mein hai
kahin inn mei gum na ho jau atiyat se milo