Thursday, 2024-05-02, 2:02 PM
Welcome Visitor

kki9

[ New messages · Members · Forum rules · Search · RSS ]
  • Page 1 of 1
  • 1
Forum moderator: mrhotstable  
Biconz » Chit Chat » Poetry » EK KHAWAB HAI
EK KHAWAB HAI
mrhotstableDate: Saturday, 2009-08-01, 5:49 AM | Message # 1
Co-Founder
Group: Administrators
Messages: 409
Awards: 1
Reputation: 9
Status: Offline
EK KHAWAB HAI...
teray hontoun ki hansi bananay ka khawb hai..
teri agoush mai simat jane ka khawb hai..
to lakh bach lay daman ishq k hatoun..
asman ban kar tujh percha jane ka khawb hai..
azmaish ye tou achi nahi hoti ishq ki..
to chahay to teri taqdeer bananay ka khawb hai..
wo mout bhi loat jaey teray darwaze peh aake..
tujhe aisi zindgi de jane ka khawb hai..
jee bhi lain gey teray bin laikin......!!
tujh peh mar janay ka khawb hai....


Mani Iz Not Reminded.
 
mrhotstableDate: Saturday, 2009-08-01, 5:49 AM | Message # 2
Co-Founder
Group: Administrators
Messages: 409
Awards: 1
Reputation: 9
Status: Offline
Annkhon main aanshu hain phir bhi hum muskurate hain,
Sadaa khus hain hum ye ehsaas unhain kraate hain...
Wo kya jaane ki rote-rote muskurana kya hota hai,
Laakhon gam hote hain dil main phir bhi chehra muskura raha hota hai..
Is hansi pe na jaana e dost ye to dil main bhre gamo ka nasha hota hai,
jo chehre se jhlakta hai aur aankhon se aanshu ban ker chhlak raha hota hai.


Mani Iz Not Reminded.
 
Biconz » Chit Chat » Poetry » EK KHAWAB HAI
  • Page 1 of 1
  • 1
Search: